Kya Kamaal Hai (From "Main Vaapas Aaunga")

Ye chehre mehke se, O Ya
Ye nagmein bikhre se, O Ya
Dilfareb si hai raunaq-e-jahaN
Dilfareb si hai chahat-e-jahaN
Na koi khafa
Na bewafa hai yahan
Na koi juda
Na gumshuda hai yahan
Kya kamaal hai
Kya kamaal hai
Na museebatein
Na malaal hai
Saara jag ye – lagta – dukh se khaali
Rangaa li – khushiyon mein Khush-haali
Saare sadmein rehte apni hadd mein
Ye kadd mein...
Chhote phoolon se bhi chhote
Dukkhon wale hain sikke khote
Chhote phoolon se bhi chhote
Sikke dukhon ke sabhi hain khote
Na chalte the na chalne hain yahan
Na koi veham
Na bereham hai yahan
Na koi zulam
Na hi zakham hai yahan
Na shikaytein na sawaal hai
Kya kamaal hai kya kamaal hai
Yaara, sun le O yaara
Jhagdon ka maara bewajah
Saara, jalta jahan ye
Tera mera hai bacha lein isey
Na sharafaton ka zawaal hai
Na mohabbaton ka akaal hai
Kya kamaal hai
Kya kamaal hai...