Bhool ke saari jag ki fikrein paas tere main aaun
Bhool ke saari jag ki fikrein paas tere main aaun
Teri aankhon ke saayon mein apni roshni paun
Tera ho jaun X 3
Tera ho jaun X 3
Main bas tera hi, main bas tera hi, tera hi main ho jaun…
Khwaab hai ya kismat hai tu
Hai yakeen mushkil
Kaise maanu ki main tere
Pyaar ke kaabil.
Khwaab hai ya kismat hai tu
Hai yakeen mushkil
Kaise maanu ki main tere
Pyaar ke kaabil.
Isse badhke rutba kya ke
Main tera kehlaun…
Kya hai tere, dil mein, keh de
Chain se so paun…
Teri ho jaun X 3
Tera ho jaun X 3
Main bas tera hi, main bas tera hi, tera hi main ho jaun…